Sheldon Bangera
Página inicial > S > Sheldon Bangera > Dhanya Tera Naam

Dhanya Tera Naam

Sheldon Bangera


Dhanya tera naam bahutayaki mein
Paripoornta mein dhanya tera naam
Dhanya tera naam banjar haalaton mein
Jangal ke raaste dhanya tera naam

Tere ashish ke badle, gaoon stuthi
Jab andhera cha jaaye, kahoon tab bhi

Dhanya tera naam hai prabhu
Dhanya tera naam
Dhanya tera naam hai prabhu
Dhanya tera tejasvi naam

Dhanya tera naam jab sooraj suhaana ho
Jab sab kushal mangal ho, dhanya tera naam
Dhanya tera naam, mushkilon ki raahon mein
Dard ho bhale, arpan mein, dhanya tera naam

Tere ashish ke badle, gaoon stuthi
Jab andhera cha jaaye, kahoon tab bhi

Dhanya tera naam hai prabhu
Dhanya tera naam
Dhanya tera naam hai prabhu
Dhanya tera tejasvi naam

Tu hi deta hai, tu hi leta hai
Yehovah, mera dil kahe
Dhanya tera naam

Dhanya tera naam hai prabhu
Dhanya tera naam
Dhanya tera naam hai prabhu
Dhanya tera tejasvi naam

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta música

Ouça estações relacionadas a Sheldon Bangera no Vagalume.FM

Mais tocadas de Sheldon Bangera

ESTAÇÕES