Sadhana Sargam
Página inicial > World Music > S > Sadhana Sargam > Nigaahein Nichi Kiye

Nigaahein Nichi Kiye

Sadhana Sargam


nigaahein nichi kiye sar jhukaaye baithe ho
tumhin to ho jo mera dil churaaye baithe ho

mahake huye tere lab ke gulaab badhata huwa tera kamasin shabaab
tera anguuri tan jo huwa hai haay re aaj paani bhi madira huyi hai

rok paayegi kya mujhako sharm-o-haya
dil mein dabata nahin aisa tuufaan utha
ladake had se guzarane lage hain haay re kali bhanvare pe marane lagi hai

milana zaruuri huwa do dilon ka milane ke raste nikaale
jismon ne jo faasale chun liye the dil ne vo khud tod daale
chaand taaron ki kya hai zaruurat mujhe tere tan ke bahut hain ujaale
dil chhu gayi teri tikhi nazar tikhi nazar kar gayi kya asar
tan mein angaara dahaka huwa hai haay re aaj man hai ke ho
aaj man hai ke bahaka huwa hai

suuraj ye bola kali tu khil ja kiranon ke haar tujhe duunga
baadal ye bola kali tu khil ja nayi bahaar tujhe duunga
bhanvare ne kaha kuchh bhi duunga nahin main to tera pyaar luunga
kahana sun bhanvare ka hans ke khil gayi kali
kisi laalach ki baat na kali par chali pyaar dekar nikharane lagi hai haay re
kali bhanvare pe marane

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta mĂşsica

Ouça estações relacionadas a Sadhana Sargam no Vagalume.FM

Mais tocadas de Sadhana Sargam

ESTAÇÕES
ARTISTAS RELACIONADOS