Kavita Krishnamurthy
Página inicial > K > Kavita Krishnamurthy > Yeh Jawaani Hadh Kar De

Yeh Jawaani Hadh Kar De

Kavita Krishnamurthy


Tu ru ru ru, tu ru ru ru ru
Tu ru ru ru ru tu ru ru) - 2
(Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de) - 2
Koi na jaane kal kya ho
Aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Thandi sama, dil hai jawaan
Saare yahan josh mein
Kya raat hai, kya baat hai
Koi nahin hosh mein
Chhaaya hai kaisa nasha
Le le zara le le maza maikashi ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Ho, aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de
Kaatil bhi hai, aashiq bhi hai
Aate hain saare yahan
Kis dil mein hai kya kya chhupa
Kisko pata meri jaan
Aaja mere paas aa
Le le zara le le maza aashiqui ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Ho, aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta música

Ouça estações relacionadas a Kavita Krishnamurthy no Vagalume.FM

Mais tocadas de Kavita Krishnamurthy

ESTAÇÕES
ARTISTAS RELACIONADOS