Abhijeet Sawant
Página inicial > A > Abhijeet Sawant > Saajna Saajna

Saajna Saajna

Abhijeet Sawant


Kaisi hai yeh deewaangi
Kaisi hai yeh dil ki lagi

Kaisi hai yeh deewaangi, kaisi hai yeh dil ki lagi
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka
Saajna saajna, saajna saajna

Kaisi hai yeh deewaangi, kaisi hai yeh dil ki lagi
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka
Saajna saajna, saajna saajna

Har taraf ek toofaan sa hai, kaise saahil milega
Bekhudi bhi bachaayegi kab tak, kab talak dil jalega
Har taraf ek toofaan sa hai, kaise saahil milega
Bekhudi bhi bachaayegi kab tak, kab talak dil jalega
Maana mushkil hai aashiqui

Maana mushkil hai aashiqui, yeh ishq hi to hai zindagi
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka
Saajna saajna

Saajna saajna
Dard-e-dil mein kitna maza hai, deewaane dil jaante hain
Dil deewaane hote hain, kehna nahin maante hain
O, dard-e-dil mein kitna maza hai, deewaane dil jaante hain
Dil deewaane hote hain, kehna nahin maante hain
Doobe rehte hain pyaar mein
Doobe rehte hain pyaar mein, khoye rehte hain khayaal mein
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka

Saajna saajna
Saajna saajna

Kaisi hai yeh deewaangi
Kaisi hai yeh dil ki lagi
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal
Tere mere pyaar ka

Saajna saajna
Saajna saajna
Saajna saajna, saajna saajna

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta música

Ouça estações relacionadas a Abhijeet Sawant no Vagalume.FM

Mais tocadas de Abhijeet Sawant

ESTAÇÕES
ARTISTAS RELACIONADOS