Himesh Reshammiya
Página inicial > H > Himesh Reshammiya > Aashiq Banaya Aapne

Aashiq Banaya Aapne

Himesh Reshammiya


Aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne

tere bin sooni sooni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigahein
tere bin, bin asar meri aahein
tere bin
tere bin sooni sooni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigahein
tere bin, bin asar meri aahein
tere bin

aashiq banaya, aashiq banaaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne

tere bin lamha lamha sataaye
tere bin beqaraari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin
tere bin lamha lamha sataaye
tere bin beqaraari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin

meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai
gehre hain armaan jaan-e-jaan paagal sama hai
meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai
gehre hain armaan jaan-e-jaan paagal sama hai

apni daayare se main to chhootne lagi hoon
tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
apni daayare se main to chhootne lagi hoon
tere baazuon mein aake tootne lagi hoon

tere bin jeena naee hai gawaara
tere bin dil ka naee hai guzaara
tere bin kaun apna sahaara
tere bin

aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne

bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai
dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai
bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai
dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai

betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai
betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai

tere bin raat kat-ti nahi hai
tere bin pyaas mit-ti nahi hai
tere bin doori ghat-ti nahi hai
tere bin

aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne

tere bin sooni sooni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin, bin asar meri aahein
tere bin
tere bin lamha lamha sataaye
tere bin beqaraari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta música

Ouça estações relacionadas a Himesh Reshammiya no Vagalume.FM
ESTAÇÕES